Aik Raz E Kun Fukaan Hain Fatima Lyrics Bibi Zahra Munqabat Muhammad Abid
Aik Raz E Kun Fukaan Hain Fatima Lyrics written in urdu and english text and recited by Manqabat Khuwan Muhammad Abid. View and download Muhammad Abid Manqabat lyrics similar to lyrics of Aik Raz E Kun Fukaan Hain Fatima on Khairilamal.
Aik Raz E Kun Fukaan Hain Fatima Lyrics in english text
Subhan Allah Subhan Allah
Aik Raaz E Kun Fukaan Hain Fatima
Marzi E Rab E Jahaan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fukaan Hai Fatima
Az Ta Adam Az Rasool E Mujtaba
Raaz E Kul Paighambaran Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fukaan Hain Fatima
Mawara E Fehm Hain In Ki Sifaat
Kuch Ayan Hain Kuch Nihaan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fukaan Hain Fatima
Woh Jo Kehlatay Hain Sardar E Jinaan
Aisy Shehzadon Ki Maan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fikaan Hain Fatima
Masnad E Taqwa Py Haider Jalwagar
Aur Kisa Mein Zoofishaan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fikaan Hain Fatima
Ayaah E Balligh Ka Sarnaama Ali
Ayaah E Kosar Ki Jaan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fikaan Hain Fatima
Mehdi E Akhir Ki Soorat Dekhiye
Jaawidaan Sad Jaawidaan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fikaan Hain Fatima
Deen Ki Kashti Kiun Na Abid Ho Rawaan
Jab Ky Is Ki Badbaan Hain Fatima
Aik Raaz E Kun Fikaan Hain Fatima
Leave a Reply