Ali Ali Qasida Imam Ali Lyrics Hasan Jafar Manqabat 2020
Urdu Manqabat Ali Ali Qasida Imam Ali Lyrics in Urdu and English recited by Hasan Jafar in 2020. Find out more manqabat lyrics by Hasan Jafar similar to lyrics of Ali Ali Qasida Imam Ali on Khairilamal
Ali Ali Qasida Imam Ali Lyrics in English
Ali Maula Maula Ali Maula
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Maula
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Wird Sab Ka Labon Par Rahy Bas Yehi
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Tu Madadgaar Sab Ka Ay Mushkil Kusha
Tere Dar Se Na Kahli Sawali Gaya
Jis Ko Tu Mil Gaya Auliya Ban Gya
Teri Sari Adaon Mein Hai Mojza
Waqt Jab Bhi Kisi Bhi Nabi Py Parha
Sab Ne Mushkil Mein Hai Naam Tera Liya
Haan Naam Se Tere Sab Ki Hai Mushkil Tali
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Sara Aalam Yeh Kiun Jagmagany Laga
Zarra Zarra Bhi Khushian Manany Laga
Kiun Yeh Kaaby Mein Butt Dagmangany Laga
Kis Ko Rab Apny Ghar Mein Bulany Laga
Aur Kaaba Bhi Khuda Dar Banay Laga
Kon Aaya Hai Khud Hi Batany Laga
Goud Mein Apni Ley Kar Yeh Boly Nabi
Hai Wasi Bhi Yehi Jan Nasheen Bhi Yehi
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Tere Any Se Kaaby Mein Dar Ban Gaya
Jo Khuda Ka Woh Tera Bhi Ghar Ban Gaya
Tere Sadqy Mein Har Khushk O Tar Ban Gaya
Noor Tera Mila To Qamar Ban Gaya
Teri Jis Par Bhi Thehri Nazar Ban Gaya
Han Woh Bey Zar Tha Boo Zar Magar Ban Gaya
Ya Ali Tere Dar Jaisa Dar Hi Nahi
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Sare Waliyon Mein Aala Hamara Ali
Aur Hai Pyare Nabi Ka Dulara Ali
Bey Saharon Ka Bhi Hai Sahara Ali
Kya Hamara Ali Kya Tumhara Ali
Har Halali Ko Hai Jaan Se Pyara Ali
Han Faqat Bas Usi Ka Hai Naara Ali
Safdari Khaibari Naara E Haideri
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Ek Alamdar Sifain Ka Shair E Nal
Tera Chehra Tere Hath Teri Nazar
Naam Abbas Hai Jo Hai Tera Pisar
Ly Ky Shamsheer Ran Mein Jo Aaya Nazar
Log Bhagy Yeh Keh Ky Main Jaun Kidhar
Woh Samajhny Lagy Thy Pisar Ko Pidar
Tu Nabi Ka Yeh Shabbir Ka Hai Wasi
Ya Ali Ya Ali Yaa Ali Ya Ali
Teri Midhat Ka Aisa Asar Ho Gaya
Tera Jafar Bhi Ehl E Nazar Ho Gaya
Kuch Nahi Tha Main Maula Magar Ho Gya
Ishq Mein Tere Zarra Gohar Ho Gaya
Bughz Jis Ko Bhi Tujh Se Agar Ho Gaya
Aisa Bhatka Ke Woh Dar Badar Ho Gaya
Hashr Mein Us Ki Bahhshish Bhi Mumkin Nahi
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ya Ali
Mashallah
Achcha