Reciter: Nadeem Sarwar
Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen
Yabna Ameer Ul Momineen
Yabna Ameer Ul Momineen
Ay Yaar E Man, Ay Yaar E Man, Ay Dilbar O Deedar E Man
Ay Syed O Sardar E Man, Ay Rehbar O Salaar E Man
Ay Naaz E Man, Dastar E Man
Ay Mehram O Gham Khuaar E Man
Ay Maalik O Mukhtar E Man
Ay Hazrat E Sultan E Man
Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen
Saaraallah Aba Abdillah
Saarallah Aba Abdillah
Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen
Ay Murshad E Mann E Wali
Mola Hussain Ibne Ali
Ay Aashiqon Ki Aagahi
Rasm E Wafa Tujh Sy Chali
Pahuncha Jo Main Teri Gali
Qadmon Sy Paishani Mali
Apni Khabar Bhi Na Rahi
Ay Mehwar E Emaan E Man
Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen
Main Tery Liye
Meri Zubaan Tery Liye
Mera Bayaan Tery Liye
Yeh Jism O Jaan Tery Liye
Gham Ki Aza Tery Liye
Ashq E Rawaan Tery Liye
Maatam Kunan Tery Liye
Ay Giriya Miyhgaan E Man
Bismillah E Noor E Khuda
Bismillah E Shams Uz Zuhaa
Bismillah E Ain Ul Yaqeen
Yabna Ameer Ul Momineen
Woh Ho Najaf Ya Karbala
Dono Sy Hai Rooh E Baqaa
Woh Sajda Gaah E Kudsiyaan
Gir Karbala Khak E Shifa
Woh Ibteda Yeh Inteha
Dono Shahadat Ka Sila
Hai Silsila Dar Silsila
Har Jaa Ali Ka Khoon Baha
Baha Ali Ka Khoon Baha
Baha Ali Ka Khoon Baha
Na Aisa Koi Soorma
Na Aisa Koi Rahbar
Lahoo Mein Apny Tar Batar
Balaa Ki Pyaas Hai Magar
Hazaar Qatilon Mein Bhi
Chala Hai Jo Utha Ky Sar
Yeh Kon Hai Aseer E Gham
Yeh Pooch Ay Hawaye Gham
Yeh Kon Hai
Yeh Kon Hai
Han Ahmad Ka Nawasa Hai
Han Haider Ka Sarrapa Hai
Han Zehra Ka Dulara Hai
Han Shabbar Ka Yeh Bhaiya Hai
Han Zainab Ka Sahara Hai
Abbas Ka Aaqa Hai
Akbar Ka Yeh Baba Hai
Han Yeh Hussain Hai
Yeh Ishq E Rabbani
Yeh Gohar E Jaani
Yeh Fehm E Qurani
Yeh Aql E Furqaani
Yeh Zikr E Toofani
Yeh Noor E Tabaani
Yabna Ameer Ul Momineen
Yabna Ameer Ul Momineen
Saarallah Aba Abdillah
Saaralla Aba Abdillah
Qasam Ali Ky Khoon Ki
Hussain Phir Hussain Hai
Rehan O Sarwar E Aza
Baraye Deen E Mustafa
Yeh Apna Ghar Luta Chuka
Hazaar Zakhm Kha Chuka
Jhuka Nahi, Daba Nahi
Jama Raha, Data Raha
Jhuka Nahi, Hila Nahi
Hata Nahi, Thama Nahi
Thaka Nahi, Ruka Nahi
Hussain Phir Hussain Hai
Hussain Phir Hussain Hai
Hussain Phir Hussain Hai
Hussain Phir Hussain Hai