Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina Lyrics in Urdu and English text recited by Noha Khuwan Farhan Ali Waris in Ayame Aza of Muharram 2021. View more Farhan Ali Waris Noha Lyrics similar to lyrics of Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina on Khairilamal.
Bolay Sara Jahan Hussain Ya Hussaina Lyrics in English text
Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Subho Rahy Aur Sham Rahy
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahy
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Mulkon Molkon Mein Tera Matam Ya Hussain
Shehron Shehron Mein Tera Matam Ya Hussain
Gaon Gaon Mein Tera Matam Ya Hussain
Halqa E Ashiqaan Hussain Ya Hussaina
Matam Kary Jawan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Ghar Sy Hamara Nikalna Ya Hussain
Paidal Julooson Mein Chalna Ya Hussain
Pairon Ka Dhoop Mein Jalna Ya Hussain
Ly Kar Tera Nishan Hussain Ya Hussaina
Sarhkon Py Hain Rawaan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Lakhon Karoron Azadar Tery
Aye Hain Shaoq E Ziarat Ly Ky
Ashoor Ho Ya Tera Chehlum
Honton Py Noha Seenon Py Matam
Dill Mein Hai Yeh Junoon Hussain Ya Hussaina
Zawwar Main Banun Hussain Ya Hussaina
Paidal Safar Karun Hussain Ya Hussaina
Tujh Sy Aa Kar Milun Hussain Ya Hussaina
Tera Noha Parhun Hussain Ya Hussaina
Aisa Matam Karun Hussain Ya Hussaina
Yeh Jism Aur Yeh Khoon Hussain Ya Hussaina
Tujh Py Main Waar Dun Hussain Ya Hussaina
Tery Liye Jiun Hussain Ya Hussaina
Tery Liye Marun Hussain Ya Hussaina
Subh Rahy Aur Sham Rahy
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahy
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Teri Behan Ki Dua Hai Ya Hussain
Ghar Ghar Mein Farsh E Aza Hai Ya Hussain
Yeh Sayeda Ki Ata Hai Ya Hussain
Ay Meer E Karwan Hussain Ya Hussaina
Tu Aur Teri Maan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Hum Hain Tery Tu Hamara Ya Hussain
Goonjy Ga Ab Yehi Nara Ya Hussain
Tu Hamen Jan Sy Pyara Ya Hussain
Dy Den Gy Tujh Py Jaan Hussain Ya Hussaina
Tery Peer O Jawan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Rahnuma Hussain Rasta Hussain Hosla Hussain Mojza Hussain
Ku Baku Soo Basoo Roo Baroo Hussain
Aarzoo Justajuu Guftaguu Hussain
Ayaten Naymaten Rehmaten Hussain
Aasman Sayebaan Kehkashan Hussain
Hai Zamaan Hussain Hai Makaan Hussain
Hai Nehaan Hussain Hai Ayaan Hussain
Behr O Barr Chara Gar Shair E Nar Hussain
Hai Idhar Hai Udhar Arsh Par Hussain
La Ilaha Hussain Karbala Hussain
Ibtida Hussain Inteha Hussain
Subho Rahy Aur Sham Rahy
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahy
Mujh Ko Woh Din Bhi Dikhana Ya Hussain
Khul Ky Ho Rona Rulana Ya Hussain
Aa Ky Imam E Zamana Ya Hussain
Matam Karen Yahan Hussain Ya Hussaina
Sab Hon Mehw E Fughan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Jis Din Sy Hosh Sambhala Ya Hussain
Ghar Mein Alam Tera Dekha Ya Hussain
Phir Noha Parhna Seekha Ya Hussain
Tab Sy Wird E Zubaan Hussain Ya Hussaina
Hai Tera Noha Khuwan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Sansen Rawaan Hain Mola Tery Liye
Yeh Dil O Jan Hain Mola Tery Liye
Peer O Jawan Hain Mola Tery Liye
Yeh Karwan Hai Mola Tery Liye
Kon O Makaan Hain Mola Tery Liye
Sary Jahan Hain Mola Tery Liye
Subho Rahy Aur Sham Rahy
Mola Tera Ooncha Sada Naam Rahy
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
Apny Ghamon Ko Bhula Kar Ya Hussain
Roty Hain Teri Aza Par Ya Hussain
Yeh Tery Farhan O Mazhar Ya Hussain
Yeh Jism Aur Yeh Jaan Hussain Ya Hussaina
Tery Liye Hain Haan Hussain Ya Hussaina
Kal Bhi Dilon Py Tera Raj Tha Mola
Ab Bhi Dilon Py Tera Raj Hai Mola
Boly Sara Jahan Hussain Ya Hussaina
Tifl O Peer O Jawan Hussain Ya Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain
2 Responses
Mashallah
This is my favourite noha I love this one