Hussain Tere Lahu Ki Khushbo Mp3 Download & Lyrics written in urdu and english text and recited by noha khuwan Farhan Ali Waris in 2022. View Hussain Tere Lahu Ki Khushbo Lyrics and download Farhan Ali Waris noha in mp3 audio format on Khairilamal.
Hussain Tere Lahu Ki Khushbo Mp3 Download
To download Hussain Tere Lahu Ki Khushbo in mp3 audio format, please click on below image.
Hussain Tere Lahu Ki Khushbo Lyrics
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Yeh Khoon E Na Haq Chupay Ga Kyun Kar
Yeh Khoon E Na Haq Chupay Ga Kyun Kar
Jise Yeh Duniya Chupa Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Hussain Lasha Jawaan Ka Le Kar
Hussain Lasha Jawaan Ka Le Kar
Chalay Hain Maqtal Say Soye Khema
Chalay Hain Maqtal Say Soye Khema
Magar Zaifi Qadam Qadam Per
Magar Zaifi Qadam Qadam Per
Utha Rahi Hai Bitha Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Yeh Kon Hai Jiski Guftugu Main
Yeh Kon Hai Jiski Guftugu Main
Ali Ka Lehja Jhalak Raha Hai
Ali Ka Lehja Jhalak Raha Hai
Yeh Kon Hai Jis Kay Wal Walo Main
Yeh Kon Hai Jis Kay Wal Walo Main
Hussainiyat Jag Maga Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ba Rehna Sar Hai Ali Ki Beti
Ba Rehna Sar Hai Ali Ki Beti
Magar Wohi Azmat E Mohammad
Magar Wohi Azmat E Mohammad
Woh Jiski Khatir Bhara Huwa Ghar
Woh Jiski Khatir Bhara Huwa Ghar
Luta Kay Karbal Se Arahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Pukari Dasht E Bala Main Zainab
Pukari Dasht E Bala Main Zainab
Kaha Ho Abbas Lout Ao
Kaha Ho Abbas Lout Ao
Utha Kay Hatho Main Khali Kooza
Utha Kay Hatho Main Khali Kooza
Sakina Tum Ko Bula Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Bujha Kay Paika Se Pyas Apni
Bujha Kay Paika Se Pyas Apni
Tu Garam Raiti Pay So Raha Hai
Tu Garam Raiti Pay So Raha Hai
Tujhe Khayalo Main Ab Bhi Asghar
Tujhe Khayalo Main Ab Bhi Asghar
Rubab Jhool Jhula Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Dayar E Sham O Dayar E Koofa
Dayar E Sham O Dayar E Koofa
Jo Hokay Ay Hai Bint E Zehra
Jo Hokay Ay Hai Bint E Zehra
Nabi Kay Roze Pay Jatay Jatay
Nabi Kay Roze Pay Jatay Jatay
Nishan Rasan Kay Chupa Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Kaha Hai Maqtal Kaha Madina
Kaha Hai Maqtal Kaha Madina
Tarap Kay Boli Yeh Umme Salma
Tarap Kay Boli Yeh Umme Salma
Jo Ghash Se Jagi Hai Teri Sughra
Jo Ghash Se Jagi Hai Teri Sughra
Bus Ek Noha Suna Rahi Hai
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Hussain Tere Laho Ki Khushbo
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Falak Kay Daman Say Arahi Hai
Ya Hussain Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Hussain Ya Hussain