Reciter: Ali Hamza

Abbas Abbas Abbas Abbas

Ya Abbas Ya Abbas
Abbas

Poochtay Ho Mujh Say Kya Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Rizq To Taqseem Karna Kab Khuda Ka Kam Hai
Yeh To Qasim Ke Chacha Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Hashr Mein Ek Hashr Hai Us Ki Ziyarat Kay Liye
Khud Alam Abbas Ka Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Apnay Aaqa Kay Isharay Ki Zaroorat Hai Usay
Kab Say Zalim Ka Gala Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Karbala Say Laot Kar Pyasa Koi Ata Nahi
Jab Say Nehr E Alqama Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Kis Ke Hathon Mein Shifa’at Hai Yeh Jab Poocha Gaya
Aai Zahra Ki Sada Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Woh Agar Chahen To Sansen Rok Den Har Aik Ki
Sari Duniya Ki Hawa Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Alqama Kya Hai Sama Saktay Hain Is Mein Aalameen
Wus’at E Arz O Samaa Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Keh Ky Kunn Chahay To Duniya Khatm Kar Dalay Abhi
Karbala Mein Faisla Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Yeh Sada Sunanay Ki Khud Hain Fatima Bhi Muntazir
Zulfiqar E Murtaza Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Aisa Lagta Hai Nabi Hain Goud Mein Imran Ki
Ay Hussain Akbar Tera Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Waqt E Akhir Pyaas Mein Yun Mutmain Sajjad Hai
Jaam Kosar Ka Bhara Abbas Ke Hathon Mein Hai
Zor E Shah E La Fatah Abbas Ke Hathon Mein Hai

Abbas Ke Hathon Mein Hai Abbas Ke Hathon Mein Hai

Urdu Lyrics

عباس عباس عباس عباس

یا عباس یا عباس
عباس

پوچھتے ہیں مجھ سے کیا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

رزق تو تقسیم کرنا کب خدا کا کام ہے
یہ تو قاسم کے چچا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

حشر میں اک حشر ہے اس کی زیارت کے لئے
خود علم عباس کا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

اپنے آقا کے اشارے کی ضرورت ہے اسے
کب سے ظالم کا گلا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

کربلا سے لوٹ کر پیاسا کوئی آتا نہیں
جب سے نہر علقمہ عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

کس کے ہاتھوں میں شفاعت ہے یہ جب پوچھا گیا
آئی زہرا کی صدا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

وہ اگر چاہیں تو سانسیں روک دیں ہر ایک کی
ساری دنیا کی ہوا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

علقمہ کیا ہے سما سکتے ہیں اس میں عالمین
وسعت ارض و سما عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

کہہ کے کن چاہے تو دنیا ختم کر ڈالے ابھی
کربلا میں فیصلہ عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

یہ صدا سننے کی خود ہیں فاطمہ بھی منتظر
ذوالفقار مرتضی عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

ایسا لگتا ہے نبی ہیں گود میں عمران کی
اے حسین اکبر تیری عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

وقت آخر پیاس میں یوں مطمئن سجاد ہے
جام کوثر کا بھرا عباس کے ہاتھوں میں ہے
زور شاہ لا فتاح عباس کے ہاتھوں میں ہے

عباس کے ہاتھوں میں ہے عباس کے ہاتھوں میں ہے

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply