Reciter: Shahid Baltistani
Haye
Haye Abbas Haye Abbas Haye Abbas Haye Abbas
Laash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Laash Tukrhon Mein Thi Ek Jaa Py Samai Na Gai
Laash Abbas Ki Sarwar Say Uthaai Na Gai
Bhai Ki Lash Py Kehty Thy Yeh Mazloom Hussain
Mujh Sy Baba Ki Yeh Tasweer Bachai Na Gai
Laash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Sheh Ny Akbar Ko Bula To Liya Maqtal Mein Magar
Kaifiyat Bhai Ki Betay Ko Bataai Na Gai
Laash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Mashk Sy Pani Baha Kat Gaye Abbas Ky Hath
Tashnagi Bali Sakina Ki Bhujai Na Gai
Laash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Yeh To Ghurbat Hai Tery Laal Ki Ay Rooh E Rawaan
Warna Naizay Py Koi Laash Uthai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Daikh Kar Lasha E Qasim Ko Yeh Farwa Nay Kaha
Aisi Barat Kisi Dulha Ki Aai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Kar Diye Bhai Py Qurban Pisar Zainab Nay
Phir Kabhi Rasm Yeh Duniya Mein Nibhai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Choda Sadiyon Say Bahatay Hain Samandar Aansoo
Aag Sadaat Ky Khaimon Ki Bhujai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Baad E Shabbir Hua Seena Ba Seena Matam
Ghar Mein Sadaat Ky Phir Eid Manai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Ran Say Har Aik Ky Lashay Ko Utha Laye Hussain
Lash Shabbir Ki Maqtal Say Uthai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Jaisay Maan Roti Hai Kuch Aisay Sakina Roi
Lash Mazloom Ki Beti Say Churhai Na Gai
Lash Abbas Ki Sarwar Say Uthai Na Gai
Jis Tarah Ibne Mazahir Nay Nibhai Yasir
Dosti Aisi Kisi Say Bhi Nibhai Na Gai