Reciter: Ali Hamza
Haye Hasan Maula Hasan
Mola Hasan Meer E Aman Hua Surkh Hai Jis Ka Kafan
Hasan Ya Hasan Ya Hasan Ya Hasan
Mara Gaya Hai Logo Jansheen Murtaza Ka
Hai Imam Doosra Jo Aur Khoon Mustafa Ka
Jansheen Murtaza Ka Mara Gya Hai Logo
Jo Tha Chala Janaza Khair Un Nisa Ky Ghar Sy
Roza E Mustafa Py Hai Us Py Teer Barsy
Ghar Lota Is Liye Hai Taboot Mujtaba Ka
Janasheen Murtaza Ka Mara Gaya Hai Logo
Hai Sibt E Payambar Yeh Shahzada E Aman Hai
Teeron Sy Chalni Chalni Jis Ka Hua Kafan Hai
Bint E Ashas Diya Hai Is Ko Zehra Jafa Ka
Jansheen Murtaza Ka Mara Gaya Hai Logo
Madar Padar Gira Kar Baba Qatal Kiya Hai
Meer E Aman Hasan Jo Us Ko Zehr Diya Hai
Ahmad Ky Ghar Mein Logo Phir Shor Hai Buka Ka
Jansheen Murtaza Ka Mara Gya Hai Logo
Baba Ky Janaazy Sy Lipty Huye Hain Qasim
Lashay Hasan Py Keh Kar Karti Hain Behnen Matam
Shabbar Sy Sath Choota Shabbir Gham Zada Ka
Jansheen Murtaza Ka Mara Gaya Hai Logo
Soye Thy Jo Muqaddar Makhdooma Ny Jagaaye
Khursheed Ali Hamza Hain Noha Gar Banaye
Kary Shukar Ada Kaisy Panjatan Ky Hum Khuda Ka
Jansheen Murtaza Ka Mara Gaya Hai Logo
Hai Imam Doosra Jo Aur Khoon Mustafa Ka
Jansheen Murtaza Ka Mara Gaya Hai Logo
Ay Hasan Mola Hasan
Mola Hasan Meer E Aman Hua Surkh Hai Jis Ka Kafan