Reciter: Farhan Ali Waris

Hasil Hai Sharaf Muhammad Ky Ghulamon Ko Anokha
Kartay Hain Ghulam In Ky Faqeeri Mein Bhi Shahi

Shahenshahi Say Bhi Qeemati Hai
Takht Say Bhi Barhi Taj Say Bhi Haseen
Zakiri Hai
Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai

Shahenshah Hain Yeh Sab Anbiya Kay
Sab Nabi In Ky Darr Ky Gadaagar
Ho Woh Salman, Boozar Ya Qambar
Sab Ky Sab In Ky Darr Ky Hain Nokar
Sab Farishton Ka Sardar Hai Jo
Us Ko Bhi Nokri Yeh Mili Hai

Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai
Shehanshahi Say Bhi Qeemati Hai
Takht Say Bhi Barhi Taj Say Bhi Haseen
Zakiri Hai
Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai

Apnay Nokar Ka Meray Nabi Nay
Martaba Is Tarah Hai Barhaya
Duniya Bhar Mein Jahan Bhi Gaya Main
Mujh Ko Duniya Nay Sar Py Bithaya
Jhuk Ky Milti Hai Mujh Say Yeh Duniya
Nokari Ki Yeh Ujrat Mili Hai

Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai
Shehanshahi Say Bhi Qeemati Hai
Takht Say Bhi Barhi Taj Say Bhi Haseen
Zakiri Hai
Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai

Qabr Mein Jab Farishton Nay Daikha
Main Hun Masroof Zikr E Nabi Mein
Bhool Baithay Sawalat Saray
Jhoom Uthay Woh Ishq E Nabi Mein
Sun’nay Aye Hain Khud Panjatan Bhi
Qabr Mein Khoob Mehfil Saji Hai

Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai
Shehanshahi Say Bhi Qeemati Hai
Takht Say Bhi Barhi Taj Say Bhi Haseen
Zakiri Hai
Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai

Madha Khuwan E Muhammad Jo Pahuncha
Ahl E Jannat Nay Ankhen Bicha Deen
Phool Barsaye Sab Anbiya Nay
Shama E Toheed Har Soo Jala Di
Hans Ky Kehtay Thay Yeh Hoor O Ghilman
Tujh Ko Allah Nay Izzat Yeh Di Hai

Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai
Shehanshahi Say Bhi Qeemati Hai
Takht Say Bhi Barhi Taj Say Bhi Haseen
Zakiri Hai
Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai

Jo Hai Gustakh Meray Nabi Ka
Us Say Nafrat Hai Farhan Mujh Ko
Woh Jahannum Ka Eendhan Banay Ga
Yeh Batata Hai Quran Mujh Ko
Dushman E Mustafa Mera Dushman
Un Ky Ashiq Say Bas Dosti Hai

Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai
Shehanshahi Say Bhi Qeemati Hai
Takht Say Bhi Barhi Taj Say Bhi Haseen
Zakiri Hai
Mustafa Ki Jo Yeh Nokri Hai

Urdu Lyrics

حاصل ہے شرف محمد کے غلاموں کو انوکھا
کرتے ہیں غلام ان کے فقیری میں بھی شاہی

شہنشاہی سے بھی قیمتی ہے
تخت سے بھی بڑی تاج سے بھی حسین
ذاکری ہے
مصطفی کی جو یہ نوکری ہے

شہنشاہ ہیں یہ سب انبیا کے
سب نبی ان کے در کے گداگر
ہو وہ سلمان، بوذر یا قنبر
سب کے سب ان کے در کے ہیں نوکر
سب فرشتوں کا سردار ہے جو
اس کو بھی نوکری یہ ملی ہے

مصطفی کی جو یہ نوکری ہے
شہنشاہی سے بھی قیمتی ہے
تخت سے بھی بڑی تاج سے بھی حسین
ذاکری ہے
مصطفی کی جو یہ نوکری ہے

اپنے نوکر کا میرے نبی نے
مرتبہ اس طرح ہے بڑھایا
دنیا بھر میں جہاں بھی گیا میں
مجھ کو دنیا نے سر پے بٹھایا
جھک کے ملتی ہے مجھ سے یہ دنیا
نوکری کی یہ اجرت ملی ہے

مصطفی کی جو یہ نوکری ہے
شہنشاہی سے بھی قیمتی ہے
تخت سے بھی بڑی تاج سے بھی حسین
ذاکری ہے
مصطفی کی جو یہ نوکری ہے

قبر میں جب فرشتوں نے دیکھا
میں ہوں مصروف ذکر نبی میں
بھول بیٹھے سوالات سارے
جھوم اٹھے وہ عشق نبی میں
سننے آئے ہیں خود پنجتن بھی
قبر میں خوب محفل سجی ہے

مصطفی کی جو یہ نوکری ہے
شہنشاہی سے بھی قیمتی ہے
تخت سے بھی بڑی تاج سے بھی حسین
ذاکری ہے
مصطفی کی جو یہ نوکری ہے

مدح خوان محمد جو پہنچا
اہل جنت نے آنکھیں بچھا دیں
پھول برسائے سب انبیا نے
شمع توحید ہر سو جلا دی
ہنس کے کہتے تھے یہ حور و غلمان
تجھ کو اللہ نے عزت یہ دی ہے

مصطفی کی جو یہ نوکری ہے
شہنشاہی سے بھی قیمتی ہے
تخت سے بھی بڑی تاج سے بھی حسین
ذاکری ہے
مصطفی کی جو یہ نوکری ہے

جو ہے گستاخ میرے نبی کا
اس سے نفرت ہے فرحان مجھ کو
وہ جہنم کا ایندھن بنے گا
یہ بتاتا ہے قرآن مجھ کو
دشمن مصطفی میرا دشمن
ان کے عاشق سے بس دوستی ہے

مصطفی کی جو یہ نوکری ہے
شہنشاہی سے بھی قیمتی ہے
تخت سے بھی بڑی تاج سے بھی حسین
ذاکری ہے
مصطفی کی جو یہ نوکری ہے

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply