Salam Zahra Lyrics Zainab Fatima Ali Muttaqi Noha Bibi Fatima
Salam Zahra Lyrics written in urdu and english text and recited by noha khuwan Zainab Fatima and Ali Muttaqi.
Salam Zahra Lyrics in English text
Salam Salam Salam Ya Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Na Koi Bibi Haya Ko Bhoolay
Saron Sy Chadar Kabhi Na Utray
Yeh Hai Tumhara Payam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Laeen Is Ko Rula Rahy Hain
Sanad Ky Tukrhy Urha Rahy Hain
Bhula Ky Woh Ehtram Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Utha Rahi Thi Sanad Ky Tukrhy
Hui Thi Boorhi Woh Chunty Chunty
Kary Gi Kaisy Kalam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Ghazab Ka Manzar Tha Kaisy Bhoolen
Hasan Ny Dekha Tamancha Khatay
Yeh Keh Ky Roi Madaam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Jo Bad Marnay Ky Aai Pehli
Yateem Bachon Py Teri Guzri
Woh Thi Qayamat Ki Sham Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Har Aik Gham Mit Gaya Jahan Say
Na Duniya Walay Kisi Pa Roye
Hai Tery Gham Ko Dawaam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Kary Gi Zainab Jahan Ko Waqif
Duayen Karta Hai Rab Sy Asif
Ho Zikr Tera Yeh Aam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Salam Zahra Salam Zahra
Hai Tera Aala Maqam Zahra
Leave a Reply