Ali Kay Ghar Ki Taraf Hai Nazar Zamanay Ki Lyrics in Urdu and English text recited by Manqabat Khuwan Farhan Ali Waris in 2021. Find out more Manqabat lyrics by Farhan Ali Waris similar to lyrics of Ali Kay Ghar Ki Taraf Hai Nazar Zamanay Ki on Khairilamal.
Ali Kay Ghar Ki Taraf Hai Nazar Zamanay Ki Lyrics by Farhan Ali Waris in English text
Ali Kay Ghar Ki Taraf Hai Nazar Zamanay Ki
Khabar Jo Pai Hai Maula Hasan Ky Any Ki
Mureed Ho Gai Shabbar Ki Zulfiqar E Ali
Adayen Dekhi Hain Jab Sy Qalam Chalany Ki
Khabar Jo Pai Hai Mola Hasan Ky Any Ki
Woh Aye Zohr Mein Aur Maan Ky Sath Asar Parhi
Khuda Ky Sajdy Mein Aadat Thi Sar Jhukany Ki
Khabar Jo Pai Hai Maula Hassan Kay Anay Ki
Abhi Imam E Hassan Pusht Par Hain Bethy Huye
Rasool Kijiye Zehmat Na Sar Uthany Ki
Khabar Jo Paai Hai Maula Hassan Kay Anay Ki
Hai Zikr E Maula Hassan Panjtan Ki Aamad Hai
Badal Rahi Hain Fazayen Ghareeb Khanay Ki
Khabar Jo Pai Hai Maula Hasan Kay Anay Ki
Abhi Main Jashan E Imam E Hasan Mein Aya Hun
Ay Maut Ja Abhi Fursat Nahi Hai Anay Ki
Khabar Jo Paai Hai Maula Hasan Ky Any Ki
Hai In Ki Tooti Hui Qabr Sy Bhi Khaof Un Ko
Woh Kaisy Dy Den Ijazat Haram Bananay Ki
Khabar Jo Pai Hai Maula Hasan Ky Any Ki
Hai Hum Ko Rozy Mein Adat Takallum O Farhan
Maye Sana E Hasan Peeny Aur Pilanay Ki
Khabar Jo Pai Hai Maula Hasan Ky Anay Ki
Ali Ky Ghar Ki Taraf Hai Nazar Zamanay Ki