Reciter: Nadeem Sarwar
Wawaila Wawaila Shud
Aal E Muhammad Py Afat Ki Gharhi Hai
Wawaila Wawaila Shud
Bhaiya Teri Behna Sar Nangay Kharhi Hai
Wawaila Wawaila Shud
Nala O ….. Say Ek Hashr Bapa Hai
Koi Na Waris Raha Khaima Har Ek Jal Gaya
Chin Gai Sar Se Rida Karti Thi Zainab Buka
Aal E Muhammad Pay Afat Ki Gharhi Hai
Wawaila Wawaila Shud
Bhaiya Teri Behna Sar Nangay Kharhi Hai
Wawaila Wawaila Shud
Nala O …. Say Ek Hashr Bapa Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Uthnay Lagay Khaimon Say Aag Kay Shoalay
Wawaila Wawaila Shud
Kaisay Teri Behna Bachon Ko Sambhalay
Wawaila Wawaila Shud
Ghash Mein Mera Abid Shaolon Mein Ghira Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Haye Ali Akbar Tum Kiun Nahi Aaye
Wawaila Wawaila Shud
Zalimon Nay Aa Kar Sab Khaimay Jalaye
Wawaila Wawaila Shud
Kon Karay Nusrat Koi Na Raha Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Cheen Liye Kaanon Say Shimr Nay Gohar
Wawaila Wawaila Shud
Kis Say Karay Shikwa Baba …..
Wawaila Wawaila Shud
Khoon Sakina Kay Kaanon Say Baha Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Aag Nay Daman Ko Jab Us Ky Jalaya
Wawaila Wawaila Shud
Bali Sakina Nay Ro Ro Ky Sunaya
Wawaila Wawaila Shud
Yeh Dasht E Bayaban Hai Aur Karbobala Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Maot Ky Sehra Mein Gham ……
Wawaila Wawaila Shud
Dhundti Hai ….. Har Samt Pareeshan
Wawaila Wawaila Shud
Labb Pay Faqat Baba Baba Ki Sada Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Maqtal Mein Goonji Awaz E Bunaiyya
Wawaila Wawaila Shud
Yun Na Karo …. Ilaiya Ilaiya
Wawaila Wawaila Shud
Door Hai Dariya Bhi Aur Khooni Fiza Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Tery Chacha Ko Hai Is Waqt …
Wawaila Wawaila Shud
Jao Na Dariya Py Gar Hai Koi …
Wawaila Wawaila Shud
Mujh Say Kaho Beta Jo Un Say Gila Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Teri Phuphi Beta Sehra E Bala Mein
Wawaila Wawaila Shud
Dhundti Hai Tum Ko Jo Girdo Niwah Mein
Wawaila Wawaila Shud
Teri Judai Py Masroof E Buka Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka
Yeh Sun Kay Ali … Yeh Noha …
Hoor O Malak Nalay Karnay Lagay Gham Mein
Majlis E Sarwar Mein Kohram Bapa Hai
Chin Gai Sar Se Rida
Karti Thi Zainab Buka