Reciter: Farhan Ali Waris
Ali Ali Ali Ali
Abad Dama Dam Adam Ki Sheh Rag Mein Ali Tan Man Mein Ali
Lafzon Mein Ali Nabzon Mein Ali Sanson Mein Ali Dharhkan Mein Ali
Dariya Mein Ali Mojon Mein Ali Badan Mein Ali Sawan Mein Ali
Dam Mast Qalandar Ali Ali Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Kaabay Ko Aa Kay Jis Nay Qibla Banaya
Rabb Nay Usi Kaabay Ko Sajda Karaya
Jhootay Khudaon Walay Yeh Keh Kar Bhagay
Goonj Uthay Dharti Pay Har Soo Yehi Naray
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Geeeta Utha Kar Daikho Quran Parh Lo
Torait Kholo Chahay Injeel Daikho
Saray Mazahib Walay Kehtay Hain Saheefay
Lafz Alag Hain Sab Kay Matlab To Yehi Hai
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Taptay Huye Sehra Mein Qafila Roko
Waada Muhammad Apna Poora To Kar Do
Tera Wasi Ab Ho Ga Do Jagg Ka Mola
Rabb Ka Ghadeer E Khum Mein Paigham Yehi Tha
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Adam Say Khatam Tak Hai Aik Aqeeda
Jis Nay Ali Ko Jana Rabb Ko Bhi Jana
Aik Wazeefa Sab Ka Jitnay Thay Payambar
Thek Hi To Kehta Hai Shahbaz Qalandar
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Kaam Sabhi Kay Aaya Jis Nay Pukara
Is Ky Liye Dharti Pay Utra Sitara
Wird Yehi Kartay Hain Yeh Chand Sitaray
Baat Yehi Kehtay Hain Dariya Say Kinaray
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Kaisi Azaan E Midhat Mesum Nay Di Hai
Qurban Tujh Par Meri Jaan Ali Hai
Teri Muhabbat Dill Mein Aur Daar Ka Minbar
Main Nay Zabaan Day Di Hai Yeh Daar Pay Ja Kar
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Naam E Ali Mein Aisa Raaz Chupa Hai
Jis Nay Pukara Parwan Charha Hai
Sab Ka Ali Waris Hai Tera Bhi Mera Bhi
Nusrat Rabb Say Bola Yeh Fateh Ali Bhi
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Toseef Kya Main Likhun Apnay Ali Ki
Sab Say Barhi Ayat Hai Rabb E Jali Ki
Daikha Muhammad Nay Bhi Mairaj Py Ja Kar
Wird Farishton Ka Tha Yeh Arsh E Bareen Par
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Hon Jis Ky Darr Ky Nokar Salman Jaisay
Sab Us Ky Madah Khuwan Hain Farhan Jaisay
Rabb Ka Wohi Hai Mazhar Jo Rabb Ka Wali Hai
Manay Na Manay Duniya Par Sach To Yehi Hai
Aj Vee Tay Kal Saray Ali Ali Kehn Gay
Waikhay Ga Zamana
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali
Dam Mast Qalandar
Kaabay Ka Gohar Ali Ali