Reciter: Ahmed Raza Nasiri

Hussain Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Mustafa Ki Dua Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Bola Fitrus Na Par Mujh Ko Kiun Kar Milay
Hai Maseeha Mera Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Aaj Hai Teesri Maah E Shaban Ki
Marhaba Aa Gaya Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Khali Dar Say Kabhi Bhaijtay Hi Nahi
Ek Khuda Doosra Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Hurr Ko Pehlay Hi Tha Is Pay Kamil Yaqeen
Bakhsh Dey Ga Khata Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Hai Yaqeen Aik Din Sooye Karbobala
Mujh Ko Bulwaye Ga Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Sham Ki Fatiha Bint E Shair E Khuda
Fatah E Karbala Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Jang Kartay Huye Thak Gaye Ashqiya
Aur Larhta Raha Fatima Ka Hussain

Ruk Gaya Irjaii Par Wagarna Kisi
Ko Nahi Chorhta Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Mujh Ko Afraaz Kiun Hashr Ki Fikr Ho
Hai Mera Aasra Fatima Ka Hussain

Mazhar E Kibriya Fatima Ka Hussain
Fatima Ka Hussain

Hussain Hussain Hussain Hussain

Leave a Reply