Reciter: Ali Safdar
Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain
Farsh E Aza Bicha Hai Matam Hai Marsiya Hai
Har Aik Ahl E Giriya Is Gham Mein Ro Raha Hai
Hai Apna Jeena Marna Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Matam Hai Aik Barpa Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Farsh E Aza Bicha Hai Matam Hai Marsiya Hai
Har Aik Ahl E Girya Is Gham Mein Ro Raha Hai
Hai Apna Jeena Marna Haye
Hai Apna Jeena Marna Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Hasil Hai Yeh Sahoolat Karbobala Kay Dam Say
Karta Hai Door Hum Ko Duniya Kay Dard O Gham Say
Aijaz Yeh Bhi Daikha Haye
Aijaz Yeh Bhi Daikha Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Zainab Ky Dil O Jan Hain Bey Rehmiyon Ki Zadd Par
Ibn E Hasan Ka Lasha Pamaliyon Ki Zadd Par
Mehshar Hai Ek Aza Ka Haye
Mehshar Hai Ek Aza Ka Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Kis Dil Say Den Gay Pursa Akbar Ka Shah E Deen Ko
Yeh Gham Bahut Hai Gehra Akbar Ka Shah E Deen Ko
Kya Day Koi Dilasa Haye
Kya Day Koi Dilasa Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Kitnay Sitam Huye Hain Haider Kay Khandan Par
Aik Hashr Hai Zameen Par Mehshar Hai Aasman Par
Parhta Hai Waqt Noha Haye
Parhta Hai Waqt Noha Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Imkan Say Bhi Bahir Abid Ka Rawaiya Hai
Maqtal Hai Aseeri Hai Aur Shukar Ka Sajda Hai
Roshan Diya Yeh Rakhna Haye
Roshan Diya Yeh Rakhna Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Ghorhon Ki Naal Bandi Ahdaa Mein Ho Rahi Hai
Maqtal Mein Lash E Sarwar Tanha Parhi Hui Hai
Shamil Hai Yeh Bhi Sadma Haye
Shamil Hai Yeh Bhi Sadma Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Eeza Bhi Koh E Gham Bhi Mashkeezay Ka Woh Chidna
Abbas Par Sitam Bhi Mashkeezay Ka Woh Chidna
Yeh Dard Hai Anokha Haye
Yeh Dard Hai Anokha Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Bakhshish Ka Kar Day Saaman Asif Kay Is Sukhan Ko
Dawood Ka Asar Day Safdar Kay Tu Lahan Ko
Eesaal Hai Yeh Noha Ahye
Eesaal Hai Yeh Noha Karbobala Kay Gham Mein
Girya Kunaa Hain Zahra Karbobala Kay Gham Mein
Urdu Lyrics
یا حسین یا حسین یا حسین
فرش عزا بچھا ہے ماتم ہے مرثیہ ہے
ہر ایک اہل گریہ اس غم میں رو رہا ہے
ہے اپنا جینا مرنا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
ماتم ہے ایک برپا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
فرش عزا بچھا ہے ماتم ہے مرثیہ ہے
ہر ایک اہل گریہ اس غم میں رو رہا ہے
ہے اپنا جینا مرنا ہائے
ہے اپنا جینا مرنا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
حاصل ہے یہ سہولت کربوبلا کے دم سے
کرتا ہے دور ہم کو دنیا کے درد و غم سے
اعجاز یہ بھی دیکھا ہائے
اعجاز یہ بھی دیکھا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
زینب کے دل و جاں ہیں بے رحمیوں کی زد پر
ابن حسن کا لاشہ پامالیوں کی زد پر
محشر ہے اک عزا کا ہائے
محشر ہے اک عزا کا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
کس دل سے دیں گے پرسہ اکبر کا شاہ دیں کو
یہ غم بہت ہے گہرا اکبر کا شاہ دیں کو
کیا دے کوئی دلاسہ ہائے
کیا دے کوئی دلاسہ کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
کتنے ستم ہوئے ہیں حیدر کے خانداں پر
ایک حشر ہے زمیں پر محشر ہے آسماں پر
پڑھتا ہے وقت نوحہ ہائے
پڑھتا ہے وقت نوحہ کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
امکان سے بھی باہر عابد کا رویہ ہے
مقتل ہے اسیری ہے اور شکر کا سجدہ ہے
روشن دیا یہ رکھنا ہائے
روشن دیا یہ رکھنا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
گھوڑوں کی نال بندی اعدا میں ہو رہی ہے
مقتل میں لاش سرور تنہا پڑھی ہوئی ہے
شامل ہے یہ بھی صدمہ ہائے
شامل ہے یہ بھی صدمہ کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
ایزا بھی کوہ غم بھی مشکیزے کا وہ چھدنا
عباس پر ستم بھی مشکیزے کا وہ چھدنا
یہ درد ہے انوکھا ہائے
یہ درد ہے انوکھا کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں
بخشش کا کر کے ساماں آصف کے اس سخن کو
داؤد کا اثر دے صفدر کے تو لحن کو
ایثال ہے یہ نوحہ
ایثال ہے یہ نوحہ کربوبلا کے غم میں
گریہ کناں ہیں زہرا کربوبلا کے غم میں