Reciter: Farhan Ali Waris

Hussain Ya Hussain Hussain Ya Hussain

Kya Sirf Musalman Ky Pyaray Hain Hussain
Charkh E No E Bashar Ky Taray Hain Hussain
Insan Ko Baidar To Ho Lenay Do
Har Qaom Pukaray Gi Hamaray Hain Hussain

Zaban Dar Zaban Bas Yeh Paigham Barhta Rahay
Hai Yeh Farhan O Mazhar Ky Dill Ki Sada

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Hussain Hussain Hussain Hussain

Rang O Nasl O Zaban Ki Kahan Qaid Hai
Na Hi Mazhab Ki Koi Yahan Qaid Hai
Farsh E Majlis Py Kis Ki Zaban Qaid Hai
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Har Waliya Azadar E Ibne Ali
Shams Norani Laalan Bhitai Bari
Shahi Har Shay Teya Maula Shabbira Jhi
Har Zaban Zikr E Mola Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Jo Vi Ay Matami Mola Shabbir Da
Jeeenday Saahwan Ch Wasdi Ay Karbobala
Ohdi Bakhshish Di Zaamin Ay Khud Sayeda
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Hussain Hussain Hussain Hussain

Da Hussain Mormota Dua Dagha Dey
Mominan Nu Dawaara Shifa Dagha Dey
Ar Nasal Har Mazhab Fasila Dagha Dey
Har Zaban Zikr E Mola Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Dar Hama Aalami Shohra E Ya Hussain
Ku Baku Soo Basuu Jalwa E Ya Hussain
Har Dilam Har Balam Nara E Ya Hussain
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Assalam O Alaa Yabna Zahra Hussain
Aal E Yaseen O Aal E Abaa Ya Hussain
Bi Abi Anta Wa Ummi Maula Hussain
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Hussain Hussain Hussain Hussain

Sheh Py Wishwaas Hai Saray Sangsaar Ko
Koi Bhi Dharm Ho Koi Parchar Ho
Saray Poorab Ki Pachim Ki Janta Suno
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Kare

Sabr Neeji Ty Chay Zulm Nehaar Jay
Haq Nee Matay Shahadat Pa Tayar Chay
Dharm E Insaniyat Nua Parchar Chay
Har Zaban Zikr E Mola Hussain Karay

Sari Duniya Hussain Hussain Karay

The Reason Of Life Is Hussain Hussain
The Voice In Every Heart Is Hussain Hussain
Every Moment, Everywhere Is Hussain Hussain
Har Zaban Zikr E Mola Hussain Karay

Sari Duniya Hussain Hussain Karay

Hussain Est De Moi Et Je Suis De Hussain
A Declare Mohammad Sur Notre Hussain
Le Roi De Tous Le Paradis Est Hussain
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Kare

Sari Duniya Hussain Hussain Karay

Hussain Ka Okoa Ulimwengu
Hussain Ka Okoa Ubinadamu
Kumpenda Hussain Ni Wajibu
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Karay

Sari Duniya Hussain Hussain Karay

Waqt Jab Bhi Parha Deen E Islam Par
Kaam Aaya Hai Bas Fatima Ka Hi Ghar
Is Liye In Ka Maqrooz Hai Har Bashar
Har Zaban Zikr E Maula Hussain Karay

Sari Duniya Hussain Hussain Karay

Urdu Lyrics

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply