Reciter: Nadeem Sarwar

Abbas
Abalfazl Abalfazl Abalfazl Abalfazl

Abalfazl E Bawafa, Alamdar E Lashkaram
Maah E Hashmi Nasab, Ameer E Dilawaram

Khuda Ky Deen Ka Pasbaan, Shujaaton Ka Aasman
Jalaal Tera Al Amaan Abalfazl
Hussainiat Ka Tarjumaan, Yeh Gham Zadon Ka Sayebaan
Alam Badosh Rehnuma Abalfazl

Abalfazl E Bawafa, Alamdar E Lashkaram
Maah E Hashmi Nasab, Ameer E Dilawaram

Yeh Murtaza Ka Gul Badan, Wiqaar E Haideri Chaman
Shujaaton Ki Anjuman Abalfazl
Ali Masaal Taigh Zan, Wohi Sukhan, Wohi Chalan
Ali E Dasht E Karbala Abalfazl

Abalfazl E Bawafa, Alamdar E Lashkaram
Maah E Hashmi Nasab, Ameer E Dilawaram

Ameer E Sabr Ka Akhi, Qaraar E Jaan E Zainabi
Amme Sakina Hai Yehi Abalfazl
Tujh Ko Shahadat Jo Mili, Bhooly Gi Duniya Na Kabhi
Tera Alam Ooncha Raha Abalfazl

Abalfazl E Bawafa, Alamdar E Lashkaram
Maah E Hashmi Nasab, Ameer E Dilawaram

Ay Noor E Dil Mara Qamar, Ay Roshni Mara Sahar
Ka Wakht E Gham Mara Sipar Abalfazl
Tery Hain Sab Yeh Behr O Barr, Tu Hi Duaon Mein Asar
Tery Sabab Hub E Khatar Abalfazl

Abalfazl E Bawafa, Alamdar E Lashkaram
Maah E Hashmi Nasab, Ameer E Dilawaram

Ghulam E Ibn E Murtaza, Rehan O Sarwar E Aza
Hamara Markaz E Wafa Abalfazl
Dua E Bint E Fatima, Jahan Alam Yeh Jab Utha
Falak Pukara Marhaba Abalfazl

Abalfazl E Bawafa, Alamdar E Lashkaram
Maah E Hashmi Nasab, Ameer E Dilawaram

Urdu Lyrics

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply