Reciter: Tejani Brothers
La illaha illalah, Laillaha Illalah
Muhammadur rasuloolah
Aliyun waliyullah
Wasiyo rasullallah
Shah ast hussain, Badshah ast hussain, Deen ast hussain, Deen panah ast hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Teri bahan ye dekhti thi tile par
Tera badan tha teer ke mussale par
Gale pe ahista chhuri chalata tha
Sawaar zalim hoke tere sine par
Kullun qatrah, min dammik mawla, Hussain
dhakara allahu, al-ladhi awla, Hussain
nadhara al-baari, ilayk wa qaala, Hussain
al-deenu yuqtalu, law la dimaaka, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Laraz rahi thi reyt, andhera tha wo sama(n)
Jab aapke tan se nikal rahi thi jaa(n)
Har aik lasha dasht mei tarapta tha
Ab awo godi me jo kehrahi thi maa(n)
H’eenama qat’a-aa, al-sayfu nah’ra, Hussain
Zalzala al-‘aalam, ‘ala musaaba, Hussain
Tabki az-zahra, bi qurbi jismi, Hussain
Damman mat’arat, wa ra’du fi al-samaa’, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Tere bahattar me, har ik mujahid tha
Maidan se koyi, na lot ke aya
Habib tha asghar, wo nawjawan tera
Tu apne kandhe par, uthaya har lasha
Wa dammu al-asghar, mala-aa wajha, Hussain
Mala-aa yaduhu, wa rama fi al-samaa’, Hussain
Jismuka nahrun, min al-dimaai, Hussain
S’aabirun anta, ‘ala mus’abika, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Mashko alam leke, chala tera abbas
Kaha sakina se bujjegi teri pyaas
Jo teer kuze ko laga to phir wapas
Chala tha dariya ki taraf haram ki aas
Ji’ta li Abbas, li tara ghammih, Hussain
kaana hunaak, sehman bi a’ynih, Hussain
kasara qalbik, idha ra aytah, Hussain
wa dhara’ayhi fus’ila a’n jismih, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Tha imteha(n) allah wo baap par kaisa,
Jawan bête ki jo laash par pohncha
Tarap rahi thi lash jab pidar kehncha
Pisar ke sine se, tutta huwa neza
Dakhala al-rumh’u, fuaad al-akbar, Hussain
Shibluka anta, ya shiblu Haider, Hussain
Raqadha nah’wahu muta’athir, Hussain
Al-rumh’u dakhala, wa takassar, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
wo laal zainab ke, riza-e sheh payei(n)
Ali o jaffar banke dasht me aayei(n)
Ye kehte the hum Aun aur Muhammad hai(n)
Teri qaza ko saath mei hai ham laayei(n)
Al-akhwayni, ‘aun wa Muh’ammad, Hussain
Ibnaani zainab, ahfaadu ahmed, Hussain
Wa in qutilu, ‘ala yadi al-shar, Hussain
Wa asbah’a al-t’affu lahuma marqad, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Beparda jab darbaare sham me aayi,
bibi khare hokar jaha(n) ko batlayi
Suno zara me fatema ki beti hu(n)
Yazid se dee(n) ko bacha ke wo layi
Ya akhu al-zainab, Undhur ilayha, Hussain
Hunaak salaasil, bayna yadayha, Hussain
Ibnat az-zahra, innaha fi al-‘shaam, Hussain
Wal hu’uzn zayyid, musaab alayha, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Jo din me hai suraj, ye arsh pe tare
Jinnat aur insaan aur malak saare
Jo is jahaa(n) me hai, jo us jahaa(n) me hai
Kaha banakar rab, ye sab hai tumhare
s’aahib ul-kawthar, min maa’i mah’room, Hussain
maalik ul-jannah, lakinnah madhloom, Hussain
yaseer al-amri yazeed mahkoom, Hussain
yardoon yat’ee’hum ghasabi mahdhoom, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Teri har ik qurabni ka ye sadqa hai
Jo aurato(n) ke sar pe aaj parda hai
Jo hai azaa(n) me la illaha illalah
Jo aaj quraa(n) hai, jo aaj Kaba hai
bitta muntas’iran, ‘ala yazeedi, Hussain
Kullu tah’t’eet’ih, minkum ba’eedi, Hussain
kullun Qatrah, min dammik mawla, Hussain
Rasam at-t’areequk, ilaa al-azeezi, Hussain
La illaha illalah, Laillaha Illalah
Muhammadur rasuloolah
Aliyun waliyullah
Wasiyo rasullallah
Ay ibne zahra
Tumhe na bhulege humara wada hai
Jabse “tejani” is jahan me zinda hai
yahi humari zindagi ka maqsad hai
lahu me tera naam har aan behta hai
‘indak salaami, quran al-thani, Hussain
Nah’nu fidaka, yaqool “tejani”, Hussain
Majnoonu hubbak allimni maula, Hussain
munqadh lana ant, hadha imaani, Hussain
Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain
Ay ibne Zahra