Reciter: Syed Ali Deep Rizvi

Shah E Mardan Shair E Yazdan Quwat E Parwardigar
La Fatah Illa Ali La Saif Illa Zulfiqar

Ya Sahib Uz Zaman Adrikni

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Ghairat Ka Jo Maiyar Hai Parachinar Hai
Har Ghar Jahan Jeedar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Kam Zarf Hai Darpok Hai Buzdil Hai Yeh Dushman
Taqat Ka Jo Anbar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Gar Mard Ho To Samnay Maidan Mein Aao
Pur Azm Jan Nisar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Ghairat Ka Jo May’aar Hai Parachinar Hai
Har Ghar Jahan Jeedar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Pehlay Bhi Zillaten Thiin Muqaddar Mein Tumharay
Phir Denay Ko Tayyar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Tum Jitnay Bhi Lashkar Ho Yeh Hai Haideri Lashkar
Har Jang Ko Tayyar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Ghairat Ka Jo Mayar Hai Parachinar Hai
Har Ghar Jahan Jeedar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Allah Ki Nusrat Jahan Har Simt Say Aaye
Woh Markaz E Anwaar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Haider Ki Shuja’at Hai Wafa E Sakhi Abbas
Zahra Ka Wafadar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Jaan Apni Waar Kar Jo Haram Ko Bacha Raha
Rozay Ka Madadgaar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Shairon Ki Tarah Larhtay Hain Maidan E Jang Mein
Jurrat Say Jo Sarshaar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Ghairat Ka Jo Mayar Hai Parachinar Hai
Har Ghar Jahan Jeedar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Aanch Anay Nahi Detay Kabhi Apnay Watan Par
Matti Say Wafadar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Yeh Fakhar E Tashaiyo Hai Ali Deep Jahan Mein
Shiyaat Ka Alamdar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Ghairat Ka Jo May’aar Hai Parachinar Hai
Har Ghar Jahan Jeedar Hai Parachinar Hai

Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Mola

Ali

Urdu Lyrics

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply