Haider e Karrar Lyrics Nadeem Sarwar Noha

Urdu Noha Haider e Karrar Lyrics in English and Urdu recited by Nadeem Sarwar. Find out more noha lyrics by Nadeem Sarwar similar to lyrics of Haider e Karrar on Khairilamal.

Haider e Karrar Mp3 Download

To download Haider e Karrar in mp3 format, please click on below image.

Haider e Karrar Lyrics in English

Ya Ali Maola 2

Ali Ali Maola Ali Ya Ali
Aii Ali Maola Ali Ya Ali

Jan E Chaman Tu, Sheereen Sukhan Tu
Rab Ka Dahan Tu, Shah E Zaman Tu

Ali Ali Maola Ali Ya Ali Ya Ali
Ali Ali Maola Ali Ya Ali Ya Ali

Us Ki Duniya Ghulam Hoti Hai
Jo Ali Ka Ghulam Hota Hai
Rang Haider Ka Jis Py Charh Jaye
Us Ka Mar Kar Bhi Naam Hota Hai

Ali Ali Maola Ali, Ali Maolana Ali
Ali Ali Maola Ali, Ali Maolana Ali
Maola Maola Maola Ali Un Wali Ullah
Maola Maola Maola Ali Un Wali Ullah

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar
Peeron Mein Mera Peer Zabardast Hai Sarkar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Shahon Sy Bhi Aala Hain Tery Dar Ky Gadaagar
Karty Hain Ghulami Teri Duniya Ky Sikandar
Aala Hain Ameeron Sy Faqeeron Ky Muqaddar
Jannat Ky Hain Taajir Teri Dehleez Ky Nokar
Naara E Haideri Maola, Naara E Khaibari Maola
Naara E Safdari Maola, Naara E Qambari Maola
Meesum Ny Lagaya Hai Yehi Naara Sar E Daar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar
Peeron Mein Mera Peer Zabardast Hai Sarkar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Maola Maola Maola Ali Un Wali Ullah
Maola Maola Maola Ali Un Wali Ullah

Allah Ka Anmol Jo Shahkaar Bana Hai
Islam Ka Aala Jo Alamdar Bana Hai
Mushkil Mein Jo Nabiyon Ka Madadgar Bana Hai
Woh Sary Imamon Ka Jo Sardaar Bana Hai
Kulle Emaan Hai Maola, Deen Ki Shaan Hai Maola
Shah E Mardaan Hai Maola, Shair E Yazdaan Hai Maola
Kehty Hain Nabi Apna Jisy Waaris E Dastaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar
Peeron Mein Mera Peer Zabardast Hai Sarkar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Sadaat Ki Pur Azm Qayadat Mein Ali Hai
Shabbir Ky Andaz E Ibadat Mein Ali Hai
Sajjad Ki, Zainab Ki Khitaabat Mein Ali Hai
Abbas Ky Parcham Ki Jalaalat Mein Ali Hai
Ali Asghar Mein Bhi Maola, Ali Akbar Mein Bhi Maola
Aal E Athar Mein Bhi Maola, Han Bahattar Mein Bhi Maola
Hai Paak Gharana Tera Islam Ka Maimaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar
Peeron Mein Mera Peer Zabardast Hai Sarkar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Maola Maola Maola Ali Un Wali Ullah
Maola Maola Maola Ali Un Wali Ullah

Sarkar Yeh Sab Ap Ki Zoja Ki Dua Hai
Ghar Ghar Mein Jo Yeh Maatam E Sadaat Bapa Hai
Har Dil Tery Bachon Ka Azakhana Bana Hai
Ankhen Hain Najaf, Dil Mein Basi Karbobala Hai
Hum Azadar Hain Maola, Hum Wafadar Hain Maola
Tery Ghum Khuaar Hain Maola, Aap Sardar Hain Maola
Sarkar Bana Lijiye Apna Hamen Zawwar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar
Haider E Karrar, Haider E Karrar
Peeron Mein Mera Peer Zabardast Hai Sarkar
Haider E Karrar, Haider E Karrar

Shah E Mardaan, Shair E Yazdaan, Qooat E Parwardigaar
La Fatah Illa Ali, La Saif Illa Zulfiqar
Bay Ali Un, Bay Ali Un, Bay Ali In, Bay Ali
Bay Ali Un, Bay Ali Un, Bay Ali In, Bay Ali

Meri Har Fikr Mein, Har Soch Mein Rehta Hai Ali
Bay Ali Un, Bay Ali Un, Bay Ali Un, Bay Ali
Noor Ban Kar Meri Ankhon Mein Chamakta Hai Ali
Bay Ali Un, Bay Ali Un, Bay Ali Un, Bay Ali
Ishq Ban Kar Meri Sanson Mein Samaya Hai Ali
Misl E Quran Mery Dil Mein Dharhakta Hai Ali
Abr E Rehmat Ki Tarha Mujh Py Barasta Hai Ali

Shah E Mardaan, Shair E Yazdaan, Qooat E Parwardigaar
La Fatah Illa Ali, La Saif Illa Zulfiqar

Fatah E Khaibar Ali Ali Ali
Nafs E Payambar Ali Ali Ali
Saaqi E Kosar Ali Ali Ali
Nabiyon Ka Yawar Ali Ali Ali
Walion Ka Rehbar Ali Ali Ali
Gohar E Mimbar Ali Ali Ali
Shair E Dilawar Ali Ali Ali
Mera Kon O Muqaddar Ali Ali Ali

Saheefa E Falak Haider Haider
Wazeefa E Malak Haider Haider
Arsh E Ulaa Talak Haider Haider
Shahenshah E Najaf Haider Haider
Nuqta E Baa Sharaf Haider Haider
Sada Hai Har Taraf Haider Haider

Maola Maola Ali Ali Ali
Ali Ali Ali
Ali Ali Ali

Leave a Reply

Your email address will not be published.