Reciter: Farhan Ali Waris
Haider Haider
Ali Wali Ki Wila Kay Aseer Bethey Hain
Qasam Khuda Ki Sabhi Bazameer Baithay Hain
Bani Thi Tairah Rajab Ek Lakeer Kaabay Mein
Usi Lakeer Kay Saray Faqeer Baithay Hain
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Fatah E Khaibar Kaabay Ka Gohar
Haider Haider Haider Haider
Waqt E Zahoor Qareeb Ho Aya
Jhoom Ky Yeh Kehnay Laga Kaaba
Teray Liye Hi Bana Hai Yeh Ghar
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Haider Say Mansoob Jo Ho Ga
Us Ko Khuda Mitnay Nahi Day Ga
Daikh Lo Khud Kaabay Mein Ja Kar
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Parh Day Agar Zinda Ka Janaza
Zinda Bhi Ho Jata Hai Murda
Zinda Karay Phir Maar Ky Thokar
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Zinda Hain Duniya Mein Yeh Keh Kar
Mesum Qambar Malik E Ashter
Martay Kahan Hain Teray Nokar
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Nad E Ali Parh Kar Jo Pukara
Palken Idhar Jhapkiin Aur Aya
Karnay Madad Bas Aik Sada Par
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Har Gham Har Mushkil Mein Pukara
Momin Ka Hai Aik Hi Nara
Har Lamha Dam Mast Qalandar
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider
Gar Alif Say Lo Insan Ali
Bay Say Kamil Burhan Ali
Tay Say Tatheer Ki Jaan Ali
Say Say Saqlain Ki Shan Ali
Har Makhfi Baat Ka Raaz Ali
Aur Jeem Say Pak Jawaz Ali
Maqdoor Ali Taqdeer Ali
Hay Say Haq Ki Tasweer Ali
Khay Say Khatm Ul Qarrar Ali
Aur Khaliq Ka Shahkar Ali
Shahzada E Husn O Jamal Ai
Ray Say Rahbar Har Hal Ai
Wahid Ki Qasam Wajid Bhi Ali
Aur Zay Say Hai Zahid Bhi Ali
Bey Badr Ali Baqi Bhi Ali
Mera Seen Say Hai Saqi Bhi Ali
Sucha Sacha Kafi Bhi Ali
Aur Sheen Say Hai Shafi Bhi Ali
Hai Suad Say Sadiq Zikr E Ali
Aur Zuad Say Zamin Fikr E Ali
Toye Say Tarfain Mein Noor E Ali
Zoye Say Purnoor Zahoor E Ali
Rutba Hai Khuda Kay Wali Ka Ali
Aur Ain Say Naam Ali Ka Ali
Hai Ghain Say Pak Ghani Bhi Ali
Fay Say Fazl E Rabbi Bhi Ali
Mera Qaaf Say Qibla Ali Ali
Mera Qaaf Say Kaaba Ali Ali
Gar Laam Say Poocho Kya Hai Ali
Lolak Ki Pak Fiza Hai Ali
Hai Meem Say Shan E Maa Bhi Ali
Aur Man Kunto Maula Bhi Ali
Hai Noon Say Noor E Khuda Bhi Ali
Wao Say Wajhullah Bhi Ali
Sun Lo Ain Ullah Peer Ali
Aur Yay Say Yadullah Peer Ali
Emaan Ali Eqaan Ali
Sultan Ali Meri Jan Ali
Konain Ali Ky Qadmon Mein
Darain Ali Ky Qadmon Mein
Sibtain Ali Ky Qadmon Mein
Saqlain Ali Ky Qadmon Mein
Toqeer Ali Ky Qadmon Mein
Taqdeer Ali Ky Qadmon Mein
Har Peer Ali Ky Qadmon Mein
Shabbir Ali Ky Qadmon Mein
Izzat Bhi Ali Ky Qadmon Mein
Azmat Bhi Ali Ky Qadmon Mein
Rifat Bhi Ali Ky Qadmon Mein
Shaukat Bhi Ali Ky Qadmon Mein
Hai Dehr Mein Noor E Hayat Ali
Parwana E Pull E Sirat Ali
Kaliyon Ki Chatak Mein Ali Ali
Dali Ki Lachak Mein Ali Ali
Chirhiyon Ki Chehak Mein Ali Ali
Phoolon Ki Mehak Mein Ali Ali
Umeed Ali Taeed Ali
Har Mast Malang Ki Eid Ali
Hamid Hammad Hameed Ali
Mehtab Ali Khursheed Ali
Taaron Mein Ali Pyaron Mein Ali
Quran Teray Paaron Mein Ali
Har Momin Ky Naron Mein Ali
Noori Bhi Ali Anwar Bhi Ali
Haazir Bhi Ali Nazir Bhi Ali
Hasnain Ka Baba Ali Ali
Kaabay Ka Kaaba Ali Ali
Hai Abr E Karam Bhi Ali Ali
Ahmad Ka Bharam Bhi Ali Ali
Rehman Ki Hai Soghat Ali
Bin Badal Ky Barsat Ali
Shurfa Ki Jamat Mein Ali Ali
Har Sachi Bat Mein Ali Ali
Hijrat Ki Rat Mein Ali Ali
Salwat Salaat Mein Ali Ali
Bhatko To Sahara Ali Ali
Doobo To Kinara Ali Ali
Nabiyon Nay Pukara Ali Ali
Meri Aankh Ka Tara Ali Ali
Mola E Qambar Ali Ali
Aaqa E Abuzar Ali Ali
Waliyon Say Bartar Ali Ali
Dam Mast Qalandar Ali Ali
Dam Mast Qalandar Ali Ali
Dam Mast Qalandar Ali Ali
Tu Qabr Say Bahir Jo Kar Lay
Teri Qabr Ky Andar Ali Ali
Haider Haider Haider Haider
Jab Keh Malangon Ki Mehfil Hai
Midhat Par Mayel Har Dill Hai
Kiun Na Kahen Farhan Aur Mazhar
Haider Haider Haider Haider
Nafs E Nabi Zehra Ka Shohar
Haider Haider Haider Haider