Reciter: Farhan Ali Waris

Ja Raha Hun Ja Raha Hun
Ja Raha Hun Ja Raha Hun

Karbala Karbala Karbala Karbala

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Momino Mil Kar Chalo
Yeh Hai Hussaini Qafila
Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Farz Hai Ganj E Shaheedan Ki Ziyarat Is Tarah
Farz Quran Ki Tilawat Aur Ibadat Jis Tarah
Karbala Gham Ka Madina Karbala Kaaba Numa

Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Woh Zameen Jo Mol Li Thi Sayed E Abrar Nay
Us Zameen Par Sheh Ko Mara Shimr E Bad Atwar Nay
Us Zameen Ki Khak Ko Sheh Nay Kiya Khak E Shifa

Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Karbala Kya Hai Mualla Adam O Eesa Ka Hai
Karbala Dar Ul Khilafa Khum Ky Us Maula Ka Hai
Jo Keh Hai Nafs E Payambar Jo Keh Hai Dast E Khuda

Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Yeh Zameen Woh Hai Jahan Sota Hai Zehra Ka Pisar
Anbiya Kartay Hain Sajda Ab Bhi Us Ki Khak Par
Apnay Bachon Ky Liye Mehw E Fughan Hain Sayeda

Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Gardan E Shabbir Par Khanjar Chala Tha Jis Jagah
Seena E Akbar Mein Naiza Tha Jahan Toota Hua
Gulshan E Zehra Ky Gul Bootay Jahan Hain Jaa Baja

Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Marqad E Shabbir Par Rehan Ho Jana Agar
Karbala Ki Khak Par Aisay Jhukana Apna Sar
Waa Hussaini Waa Hussaina Ki Rahay Labb Par Sada

Noha Parho Matam Karo
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain

Ja Raha Hun Karbala Main
Ja Raha Hun Karbala Main

Noha Parho Matam Karo
Noha Parho…..

Urdu Lyrics

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply