Urdu Manqabat Kaise Milta Hai Khuda Lyrics in Urdu and English recited by Mir Hasan Mir in 2020. Find out more manqabat lyrics by Mir Hasan Mir similar to lyrics of Kaise Milta Hai Khuda on Khairilamal.
Kaise Milta Hai Khuda Lyrics in English
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Maine
Ja Ke Khuda Karbobala Dekh Liya Hai Maine
Tere Khaimy Ka Diya Dekh Liya Hai Maine
Kitni Bey Bas Hai Hawa Dekh Liya Hai Mainy
Kaisy Milta Hai Khuda Daikh Liya Hai Mainy
Roz Kashkol Uthaye Chala Ata Hun Hussain
Tera Darwaza Khula Dekh Liya Hai Mainy
Tere Khaimy Ka Diya Dekh Liya Hai Mainy
Haza Min Fazl E Hussain Ibn E Ali O Zahra
Hurr Ky Mathy Py Likha Dekh Liya Hai Mainy
Kaisy Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Mainy
Tere Sadqy Mein Ay Abbas E Dilawar Ky Alam
Kaisy Chalti Hai Hawa Dekh Liya Hai Mainy
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Mainy
Samny Karta Hai Beta Mera Sheh Ka Matam
Kya Hai Anjam Mera Dekh Liya Hai Mainy
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Mainy
Mushkil Janen Aur Ab Jany Ab Alamdar E Hussain
Janib E Karbobala Dekh Liya Hai Mainy
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Mainy
Wahab Kehta Tha Main Kalma Na Parhun Kiun Maola
Teri Ankhon Mein Khuda Dekh Liya Hai Mainy
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Maine
Turbat E Fatima Zahra Py Kiya Hai Matam
Khawab To Qad Sy Barha Dekh Liya Hai Mainy
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Maine
Ali Akbar Meri Imdad Ko Aye Akbar
Kis Ko Kehty Hain Ata Dekh Liya Hai Mainy
Kaise Milta Hai Khuda Dekh Liya Hai Mainy
Tere Khaimy Ka Diya Dekh Liya Hai Mainy