Khairilamal

Mujhe Kehte Hain Abbas Lyrics Farhan Ali Waris Noha 2023

Reciter: Farhan Ali Waris
Recitation Type: Noha
Year: 2023

Mujhe Kehte Hain Abbas Lyrics written in urdu and english text and recited by noha khuwan Farhan Ali Waris in 2023. View and download Farhan Ali Waris noha lyrics similar to lyrics of Mujhe Kehte Hain Abbas on Khairilamal.

Mujhe Kehte Hain Abbas Lyrics by Farhan Ali Waris in English text

Abbas Al Abbas Al Abbas
Abbas Al Abbas Al Abbas

Abbas

Suno Faoj E Jafakar Main Abbas E Ali Hun
Alam Pas Hai Meray Main Alamdar E Jari Hun
Qaza Darti Hai Jis Say Main Woh Qahr E Jari Hun
Wohi Jaah O Hasham Hai Wali Ibne Wali Hun
Meray Samnay No Lakh Ki Aoqat Bhala Kya
Agar Chahun To Ly Jaun Main Ek Mashk Mein Dariya
Meray Hath Mein Dekho Na Koi Teer Na Talwar
Khabardar Mujhe Kehte Hain Abbas

Agar Ghaiz Mein Aun To Ek Hashr Uthaun
Falak Dharti Py Laun
Tumhen Aaj Bataun
Mujhe Kehte Hain Abbas

Abhi Khaof Ho Tari
Hawa Rok Lun Sari
Meri Zarb Hai Kari
Qaza Hun Main Tumhari
Mujhe Kehte Hain Abbas

Cun At Saldi Farat Usta Alinin Qazab Oglu
Salib Val Vala Afaqa O Ali Nasab Oglu.
Cakib Tigi Sarar Bar Dusub Larzaya Kuffar.
Dayib Birbira Asrar Ce Tipo Ce Alamdar
Yetib Ta Safi Adaya Abalfazli Vafadar
O Sar Cesmayi Isar Acib Nitqi Goharbar.
Buyurdu O Zaman Gus Edin Ey Lesgari Xunxaru Cafakaru Sitamkar,
Manam Hazrat Abbas

Manam Sahibi Sovlat
Manam Siri Sucaat
Manam Madani Qeyrat
Manam Manbayi Ismat
Manam Hazrate Abbas

Manam Mehri Nubuvvat
Manam Babi Karamat
Manam Kani Fasahat Va Balagat Va Karamat
Manam Hazrate Abbas

O Sirin Harakati
Mukarrar Hamalati
Sanavu Salavati
Tutub Dasto Falati
Manam Hazrate Abbas

Alib Nahri Farati
Sevindirdi Banati
Dedi Qalbizi Ey Qovm
Tutub Kinavo Vasvas
Manam Hazrate Abbas

Alamdari Dilavar
Sipahdari Muzaffar
Kamar Bastayi Heydar
O Zargami Qazabnak
Abalfazli Hunarvar
Vafadari Huseyndir
Boyuk Mansabi Vardir
Sipahdari Huseyndir

Barha Shair E Jari
Bana Qehr E Jali
Qaza Kehnay Lagi
Haten Pehray Sabhi
Sooye Nehr Gaya
Alam Garh Diya
Jo Mashkeeza Bhara
Sooye Khaima Chala

Abbas
Abbas

Udhar Dar Pay Kharhi Bali Sakina Ki Sada Thi
Chalay Aao Chacha Jan Bhateeji Hai Yeh Pyasi
Idhar Teer Laga Mashk Pay Or Beh Gaya Pani
Katay Ghazi Kay Shanay Alam Danton Say Thamay
Gira Ghorhay Say Abbas E Alamdar Zameen Par
Laga Aankh Mein Ek Teer Laga Gurz Jabeen Par
Sakina Say Hoon Sharminda Yehi Kehta Tha Jarrar
Chaccha Tera Hai Ghamkhuwar
Mujhe Kehte Hain Abbas

Sakina(s.a.) O Zaman Verdi Xabar Aali Abaya
Cagirdi Hami Atfali Yigib Xeyma Saraya
Goturdu Balaca Allarini Samti Samaya
Dilin Açdi Duaya
Edib Arz Xudaya
Ravadir Axa Darya !
Yana Itrati Taha
Sola Gulsani Zahra(s.a.) !
Eda Mahsari Barpa
Sala Lasgara Qovga
Dola Qanila Sahra
Aya Zumrayi Nas Nas
Manam Hazrati Abbas(a.s.)

Hua Qatal Jo Saqqa
Kamar Tham Ky Maola
Barhay Janib E Dariya
Labon Par Tha Yeh Noha
Kahan Ho Meray Abbas
Shah E Deen Ka Hai Noha
Nahi Koi Sahara
Kahan Hai Tera Lasha
Nazar Kuch Nahi Ata
Kahan Ho Meray Abbas

Abbas
Abbas

Pisar Zahra Ka Jo Lashe Alamdar Pay Pahuncha
Lahu Saaf Kiya Ghazi Ki Aankhon Say To Bola
Hamay Bhai Kaho Ho Ga Yeh Ehsan Tumhara
Suna Mazhar O Farhan
Shah E Deen Ka Jo Farmaan
Kaha Bhai Ko Bhai To Woh Jarrar Pukara
Meray Lashay Ko Khaimay Mein Na Lay Jana Khudara
Sakina Hai Meri Tishna Dahan Sayed E Abrar
Yahan Main Hoon Dilafgaar
Mujhe Kehte Hain Abbas

Abbas
Abbas

Jab Khoon Main Alam Dooba Ua
Laay Thay Maola
Ro Ro Kay Sakina Nay Kaha
Waa Museebata

Jab Dekha Alam Aya
Alamdar Na Aya
Khaimon Main Bibiyo Nay Kiya Matam O Noha

Waa Abbasa Abal Fazl
Waa Abbasa Abal Fazl
Waa Abbasa Abal Fazl
Waa Abbasa Abal Fazl

Support us by sharing our content as much as you can.

Did you find what you were looking for? If not, try searching.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *