Reciter: Shadman Raza

Ya Hussain Hussain Ya Hussain Hussain

Duniya Mein Jo Baidari Ki Aawaz Hai Har Jaa
Hai Bint E Payambar Tery Shabbir Ka Sadqa

Ay Fatima Zahra Tery Shabbir Ky Jaisa
Tha Koi Nahi Hai Bhi Nahi Aur Na Ho Ga

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Chahy Yeh Jaan Chali Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Paigham E Hussaini Phailaya
Yeh Karbobala Ny Samjhaya
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Jab Zulmat Har Soo Chanay Lagy
Tum Khoon Sy Charagh Jala Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Matam Ka Safar Jo Jari Hai
Darasal Yehi Baidari Hai
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Tum Log Sadaye Matam Say
Soye Zehnon Ko Jaga Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Sar Jab Bhi Uthaye Kufr Kahin
Baq Baat Batana Tum Bhi Waheen
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Aur Nakhwat E Baatil Ko Aagay
Barh Kar Matti Mein Mila Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Hai Yeh Bhi Farayez Mein Shamil
Aur Hai Yeh Ibadat Bhi Kaamil
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Tukrhon Mein Bati Is Millat Mein
Wehdat Ky Phool Khila Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Ghazi Ki Inayat Mil Jaye
Jab Izn E Ziyarat Mil Jaye
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Tum Karbobala Ky Rastay Par
Apnay Qadmon Ko Barha Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Mehdi Ky Ghulamon Yad Rakho
Jeenay Ka Yehi Ek Maqsad Ho
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Is Rooye Zameen Sy Baatil Ka
Har Naam O Nishaan Mita Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Ay Ahl E Aza Yeh Yad Rahay
Ghazi Ky Alam Ky Saye Talay
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Atfaal Ko Apnay Lay Jaa Kar
Paigham Wafa Ka Suna Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Jab Shish Maaha Yad Aa Jaye
Aur Pyas Bhi Us Ki Tarhpaye
Tum Apny Gharon Mein Sharbat Par
Asghar Ki Nazar Dila Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Zainab Ko Rulata Hai Ab Bhi
Gham Aur Barhata Hai Ab Bhi
Woh Naiza Kha Kar Akbar Ka
Ran Sy Baba Ko Sada Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Hum Ko Hai Sikhaya Matam Bhi
Aur Ishq E Ali Ki Dolat Bhi
Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain
Izhar Aur Shadman Lazim Hai
Apni Maaon Ko Dua Dena

Chahy Yeh Jaan Chlai Jaye
Ghar Baar Bhi Apna Luta Dena

Shabbir Ny Hum Ko Sikhaya Hai
Haq Baat Py Sar Bhi Kata Dena

Labbaik Ya Hussain Labbaik Ya Hussain

Urdu Lyrics

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply