Reciter: Farhan Ali Waris
Laot Key Aao Laot Key Aao
Laot Key Aao Laot Key Aao
Watan Ko Baba Jan Watan Ko Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musaafiraan
Nishtay Sukoon Baba Jaan
Haye Baba Musaafiran
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Wai Da Ma Tanhai Da Lala Zamaan Door De
Jism Sala Baba Jaan Qalb E Hazeen Choor De
Maray Gi Tanhai Yeh Bhaiya Mera Door Hai
Sath Meray Jism Kay Dill Bhi Mera Choor Hai
Dil Ko Gham Jala Gaya Haye Baba Musafiran
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Poochti Hun Dill Say Main Aap Ki Pahailian
Dekhti Hun Roz O Shab Apni Yeh Hathelian
Dukh Meray Aziz Hain Ghurbatein Saheliyan
Aik Mein Ghareeb Hun Aur Bhari Hawailiyan
Aik Gham Sa Chaa Gaya Haye Baba Musafiraan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Baba Jaan So Chuka Say Zamaan Naseeb De
Sukh Zamaan Raqeeb De Dukh Zamaan Qareeb De
Baba Jaan Sochiye Kya Mera Naseeb Hai
Sukh Meray Raqeeb Hain Dukh Meray Qareeb Hain
Ab To Ghum Hi Bhaa Gaya Haye Baba Musafiraan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Kya Taweel Gham Mila Mujh Ko Arzo Tool Ka
Tukrhay Tukrhay Ho Gaya Baba Dill Malool Ka
Har Gali Mein Bayn Hai Dadi Jaan Batool Ka
Bujh Gaya Charagh Bhi Roza E Rasool Ka
Mera Dill Bujha Gaya Haye Baba Musafiraan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Aghay Pa Gham Ke Jaarh Ma Da Zamaan Khushali Da
Gul Che Rana Laarh Zamaan Gul Shoyara Jaand Zamaan
Us Ky Gham Mein Rona Hi Ab To Hai Meri Khushi
Jab Say Gull Chala Gaya Gull Hui Hai Zindagi
Zindagi Ka Kya Gaya Haye Baba Musafiraan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Di Khizaan Nay Yeh Sada Ab Bahaar Chorh Day
Apnay Har Karaar Ko Bey Karaar Chorh Day
Aap Ki Umeed Ko Ashk Baar Chorh Day
Keh Raha Hai Dill Mujhay Intezar Chorh Day
Intezar Kha Gaya Haye Baba Musafiraan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Ghat Ghonde Yo Daagh O Husn P Shabab Ke
Ror Akhpal Okato Mash Pe Pa Khawab Key
Ek Barha Sa Daagh Tha Husn Ke Shabab Mein
Dekha Apnay Bhai Ko Raat Mainy Khawab Mein
Khawab Bhi Dukha Gaya Haye Baba Musafiraan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Noha Aur Hussain Ka Kab Bashar Ka Kam Hai
Zikr Is Imam Ka Zikr Ka Imam Hai
Karbala Usool Hai Karbala Payam Hai
Karbala Ki Baat Hi Shaukat E Kalam Hai
Karbala Jaga Gaya Haye Baba Musafira
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan
Nishta Sukoon Baba Jaan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Watan Ta Rasha Baba Jan
Haye Baba Musafiraan