Reciter: Nadeem Sarwar

Aey Be Biradar Zainab Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab Jan E Payambar Zainab
Aey Be Biradar Zainab Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Aray Bhai Tera Mar Gaya Kunba Bhi Sara Luta
Kaisay Ab Jaye Gi Balway Mein Khulay Sar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Kon Imdad Karay Kisay Roodad Kahay
Aon O Jafar Bhi Nahi Aur Na Akbar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Itni Majboor Hui Haye Kuch Kar Na Saki
Daikha Bhi Kat’tay Huye Bhai Ka Sar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Kis Qadar Ho Ga Alam Dhaya Aahda Nay Sitam
Baqi Sar Par Na Rahi Haye Ry Chadar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Aqraba Qatal Huye Ghar Jala Ranj Sahay
Sham E Ashoor Bani Shami E Mehshar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Kis Kis Gham Ka Karun Kya Likhun Kya Na Likhun
Baad E Shabbir Hai Tu Gham Ka Samandar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Pehra Deny K Liye Dard Sehnay K Liye
Kabhi Abbas Bani Aur Kabhi Sarwar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Ay Anees Itna Baba Dill Py Kya Kya Guzra
Aya Jis Waqt Nazar Ujrha Hua Ghar Zainab

Aey Be Biradar Zainab
Jan E Payambar Zainab
Dukhtar E Haider Zainab
Bey Kas O Muztar Zainab
Aey Be Biradar Zainab
Aey Be Biradar Zainab

Urdu Lyrics

Join Khairilamal on WhatsApp

WhatsApp

Leave a Reply