Reciter: Ali Shanawar

Salam Karbobala Ya Hussain Ya Maula
Salam Haye Shaheedan E Karbala E Wafa
Har Aik Zarray Sy Matam Ki Aa Rahi Hai Sada
Ana Zawaar Hussain Ibne Ali, Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali

Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali
Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali

Arbab Hussain Ibne Ali
Arbab Hussain Ibne Ali

Chala Hun Karbobala Hai Zuban Py Bismillah
Hai Dil Mein Kalma E Haq La Ilaha Illa Allah
Safar Qubool Karen Ya Hussain Saar Allah
Safar Qubool Karen Ya Hussain Saar Allah

Hum Log Azadar E Hussain Ary Wallah
Hum Log Wafadar E Hussain Ary Wallah
Hum Log Taraf Dar E Hussain Ary Wallah
Ay Aaqa Mery, Ay Maola Mery
Nokar Hain Sada, Zawaar Tery
Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali, Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali

Arbab Manaz Zikre To Majnunam
Sar Shikasta Nas Ishq E To Qanunam
Deewane Taraz Hamisha Mi Kunam

Har Chi Ke Begam Azto Kame Ary Wallah
Ishqad Baramad Mohtarame Ary Wallah
Zeebaui Yehi Yak Alame Ary Wallah
Inja Wasiye Man Harame Ary Wallah
Zawware Tuam Maqsud E Mani
Man Naukare Taam Aaqae Mani
Ana Zawwar E Hussain Sarallah
Ana Zawwar E Hussain Ibn E Ali

Salam Is Ka Ky Hum Ko Bula Liya Maola
Salam Is Ka Ky Zaayer Bana Liya Maola
Salam Is Ka Ky Dill Mein Basa Liya Maola
Salam Is Ka Ky Dill Mein Basa Liya Maola

Hum Ahl E Yaqeen, Ahle Aza Ary Wallah
Hum Fatima Zehra Ki Dua, Ary Wallah
Hum Sary Safeeran E Aza, Ary Wallah
Ay Aaqa Mery, Ay Maola Mery
Nokar Hain Sada, Zawaar Tery
Ana Zawaar E Hussain Saar Allah, Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali

Ai Naume To Behtareen Saraghazam Aghazam
Dar Hawaye Ishqad Bade Parwazam
Parwazam
Naukar In Be In Naukari Minazam

Ba Taussarussa Mun Mi Giram Ary Wallah
Sakhtiya Raa Summi Giram Ary Wallah
Ba Sina Zadan Yun Migiram Ary Wallah
Zikre Haram Majnun Migiram Ary Wallah
Zawware Tuam Maqsud E Mani
Man Naukare Taam Aaqae Mani
Ana Zawwar E Hussain Ibn E Ali
Ana Zawwar E Hussain Ibn E Ali

Khuda Ka Shukar Dayaar E Hussain Dekh Liya
In Ansoo’on Ny Mazaar E Hussain Dekh Liya
Naseeb Mera Wiqaar E Hussain Dekh Liya
Naseeb Mera Wiqaar E Hussain Dekh Liya

Kya Shan Teri Karbobala Ary Wallah
Hai Khak Teri Khak E Shifa Ary Wallah
Jageer E Alamdar E Wafa, Ary Wallah
Ay Aaqa Mery, Ay Maola Mery
Nokar Hain Sada, Zawaar Tery
Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali, Ana Zawaar E Hussain Ibne Ali

Arbab Hussain Ibne Ali
Arbab Hussain Ibne Ali

Leave a Reply