Reciter: Ahmed Raza Nasiri , Mohammad Ali Moshi

Sar E Kooye Buland Faryad Kardum

Sar E Kooye Buland Faryad Kardum
Sar E Kooye Buland Faryad Kardum
Ali Sheer E Khuda Rayaat Kardum
Ali Sheer E Khuda Rayaat Kardum

Ali Sheer E Khuda Ya Shah E Mardan
Dil E Nashad E Maa Ra Shaad Kardum

Ya Haider Ya Haider Ya Haider
Haider Haider Haider Haider

Janab E Qambar O Ammar O Mesum
Zaban E Ishq Say Kehtay Thay Har Dum
Ali Naam E Khuda Hai Ism E Azam
Isi Kay Hath Mein Hai Nazm E Alam
Jidhar Jaye Nazar Hai Ek Hi Manzar
Zameen O Aasman Kehtay Hain Mil Kar

Ali Janam Ali Janam Ya Ali
Ali Janam Ali Janam Ya Ali
Ali Janam Ali Janam Ya Ali

Ali Hai Quwat E Rabb Shah E Mardan
Nabi Ky Shehar Ka Darr Kull E Emaan
Ali Quran Mein Surah E Rehman
Ali Maidan Mein Hai Shair E Yazdan
Kabhi Badr O Ohod Aur Kabhi Khaibar
Har Ek Maidan Mein Haider Ya Haider

Ya Haider Ya Haider Ya Haider
Haider Haider Haider Haider

Zahoor E Mehdi E Akhir Kab Ho Ga
Hamaray Samnay Ho Ga Wajh Ullah
Wahi Ankhen Wahi Lehja Woh Chehra
Keh Jaisa Aa Gaye Haider Dobara
Imam E Waqt Ka Ho Ga Yeh Jalwa
Jo Daikhay Ga Unhen Bolay Ga Mola

Ya Haider Ya Haider Ya Haider
Haider Haider Haider Haider

Ali Janam Ali Janam Ya Ali
Ali Janam Ali Janam Ya Ali
Ali Janam Ali Janam Ya Ali

Leave a Reply