Khairilamal

Zainab E Mola Raza Lyrics Mir Hasan Mir Manqabat 2020

Reciter: Mir Hasan Mir
Recitation Type: Manqabat
Year: 2020

Urdu Manqabat Zainab E Mola Raza Lyrics in Urdu and English recited by Mir Hasan Mir in 2020. Find out more manqabat lyrics by Mir Hasan Mir similar to lyrics of Zainab E Mola Raza on Khairilamal.

Zainab E Mola Raza Lyrics in English

Ya Fatima Ya Tahira Ya Khuahar E Mola Raza
Ya Sayeda Ya Shafya Ya Bint E Rasool E Khuda
Ya Aalima Ya Zahida Ya Saliha Ukht U Raza
Tasweer E Rukh E Fatima Masooma Masooma

Masooma Masooma

Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Tere Khudam Mujhy Janty Hain
Hai Yeh Aizaz Mera Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Jis Ko Kehta Hai Khuda Bab E Murad
Aap Hain Us Ki Dua Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Aaj Bhi Bant’ta Hai Bait E Noor
Chand Sooraj Ko Zia Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Mukhtasir Nad E Ali Hain Yeh Bhi
Dekh Keh Kar Zara Ya Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Choomny Aati Hain Bibi Mariyum
Aap Ky Sar Ki Rida Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Us Ny Mashad Sy Dua Li Jis Ny
Naam Beti Ka Rakha Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Sary Masoomon Ny Ay Shehzadi
Tum Ko Masooma Kaha Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Pas Pardy Ka Hai Jin Behnon Ko
Un Ko Deti Hain Dua Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Assalam O Alaika Ya Binta Wali Allah
Assalam O Alaika Ya Ukht A Wali Allah
Assalam O Alaika Ya Ummata Wali Allah
Assalam O Alaika Ya Binta Moosa Ibn Jaffar Wa Rahmat Ullah Wa Barakatoh

Bap Bhi Bhai Bhateeja Bhi Wali
Hai Wilayat Ka Pata Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Kuch Nahi Kuch Bhi Nahi Mir Hasan
Tere Khadim Ky Siwa Masooma
Dukhtar E Shair E Khuda Masooma
Zainab E Mola Raza Masooma

Support us by sharing our content as much as you can.

Did you find what you were looking for? If not, try searching.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *