Reciter: Mir Sajjad Mir
Ho Ho Ho Ho Karam Karam
Ho Ho Ho Ho Karam Karam
Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo
Ya Ali Tere Siwa Mushkil Kusha Koi Nahi Maula
Nazr E Maula Neyaz E Hussain
Parhdaan Qaseeda Haq Dy Wali Da Parhdaan Qaseeda
Pardhaan Qaseeda Haq Dy Wali Da Parhdaan Qaseeda
Ral Ky Sunrhao O Nara Ali Da
Karam Karam Karam Karam
Karam Karam Karam Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Kaly Kaprhon Mein Kehta Hai Kaaba Bhi Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Eid Ka Manzar Har Soo Hai Aur Surkh Hain Sab Ky Kaprhy
Hansty Milen Gy Tum Ko Jahan Mein Sary Rony Waly
Dekho Rajab Ka Aur Shabaan Ka Aaya Hai Mosam
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Roz Farishty Dar Par Merey Sajda Karny Ayen
Toofanon Mein Himmat Kab Hai Mujh Sy Ankh Milayen
Mainy Laga Rakha Hai Ghar Par Ghazi Ka Parcham
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Maan Ki Goud Sy Qabar Talak Woh Haq Ka Sabaq Rat’ty Hain
Maula Ali Ky Chahny Waly Kab Peechy Hat’ty Hain
Taigh Sy Gardan Kat’ti Rahi Par Kehty Rahy Mesum
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Fakhr Hai Hum Ko Laal Tery Mailey Mein Hum Hain Shamil
Aap Ali Ky Bety Hain Bas Aap Hain Peer E Kamil
Sehwan Mein Ek Shor Malangon Ka Hai Yeh Dam Dam
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Shukr Ka Sajda Kar Ky Aksar Maan Yeh Meri Boli Hai
Sab Sy Barhi Khawahish Yeh Meri Poori Ho Jati Hai
Hath Utha Kar Karta Hai Ab Beta Mera Matam
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
In Chodan Masoomon Ny Masoom Banaya Hum Ko
In Ky Waseely Sy Rab Ny Aapas Mein Milaya Hum Ko
Hazrat E Hawwa Sy Mill Kar Yeh Kehny Lagy Adam
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam
Asal Malangon Mein Betho Sajjad To Tum Bhi Jano
Sajdon Ki Qeemat Bhi Samjho Matam Ko Bhi Mano
Surr Bhi Yeh Hai Taal Bhi Yeh Hai Aur Yehi Sargam
5 12 14 Ka Karam
Deta Hai Darwaish Sadayen Gali Gali Har Dam
5 12 14 Ka Karam